Facebook

Responsive Ads Here

Thursday, 7 June 2018

DIL se aradhana karu main - lyrics.

Dil Se aradhana karu main 

song writer Anish masih
published by - glorytogodindia (youtube channel)

Dil se aradhana karu lyrics

Dil se aradhana karu main...
Is jubaan se naam tera hi lun main...
pure dil se aradhana karu main ...
Is jubaan se naam tera hi lun main..

karta hu tera shukriya main prabhu...
karta hu tera shukriya main.... (x4)

Tere fazal main teri daya main ..
lipta main reheta hun......
Te re fazal main , teri daya main
lipta main rehta hun...
Main rehta hun - Main rehta hun..

Jab hota hun bechain kabhi..
Teri ruh tab mujh ko thamti hai...
Meri mushkilo main ...
Har ek dard aur gam main...
Khudaband tu hi mera saafi hai...(x2)

karta hu tera shukriya main prabhu...
karta hu tera shukriya main.... (x2)

Tere fazal main teri daya main ..
lipta main reheta hun......
Te re fazal main , teri daya main
lipta main rehta hun...
Main rehta hun - Main rehta hun..

Jab leta hun main naam tera...
Teri samarth ko tab main dekhta hun...
Tujh se milli har barkat mujhe...
Mehfooj tere sang main rehta hun...(x2)

karta hu tera shukriya main prabhu...
karta hu tera shukriya main.... (x2)

Tere fazal main teri daya main ..
lipta main reheta hun......
Te re fazal main , teri daya main
lipta main rehta hun...
Main rehta hun - Main rehta hun..

Dil se aradhana karu main...
Is jubaan se naam tera hi lun main...
pure dil se aradhana karu main ...
Is jubaan se naam tera hi lun main..

karta hu tera shukriya main prabhu...
karta hu tera shukriya main.... (x2)

Tere fazal main teri daya main ..
lipta main reheta hun......
Te re fazal main , teri daya main
lipta main rehta hun...
(Main rehta hun - Main rehta hun..)-x4

Praise the lord