Yeshu masih apne logo se - Lyrics
Album: Anand Manaao
Lyrics and Music: Pastor Joy Gill
Sung by: Usha Timothy, Sadhana Sargam, Neha Rajpal, Rajati Bakshi and Pastor Joy Gill
Yeshu masih apne logo se - Lyrics
Yeshu masih apne logo se pyaar karta hai....Yeshu masih mujho ko bhi pyaar karta hai...(x2)
Mere paapo ko maaf karega ....
Mera antarman saaf karega...(x2)
Mein yeshu ka mandir banunga...
Wo mere hi andar rahega...(x2)
Yeshu masih apne logo se pyaar karta hai....
Mere dukh mein wo sath rahega...
Mujhe shanti se apne bharega...(x2)
Jiban mein yeshu kabhi bhi..
Wafa se na apni talega...(x2)
Yeshu masih apne logo se pyaar karta hai....
Wo deta rahega sahara...
Jab tak na ajayae kinara...(x2)
Nyara hai sabse hai pyaara..
Yeshu masiha hamara...(x2)
Yeshu masih apne logo se pyaar karta hai....
Yeshu masih mujho ko bhi pyaar karta hai...(x)
PRAISE THE LORD